System requirements
| Windows | 7, 8, 10, 11 (32 bit aur 64 bit) |
|---|---|
| Internet | Sirf activation ke samay. Uske baad offline chalta hai |
| Type | Windows desktop software (.exe installer) |
Demo me kya milta hai
- English typing ke saare chapter
- Hindi typing ka 2 minute ka practice
- MCQ ka 1 chapter
Full version me kya milta hai
- Hindi aur English me 200+ exercise, Remington Gail aur Inscript (Unicode Mangal output)
- Exam hub: SSC, Railway, UPSSSC, MP CPCT, Rajasthan, Bihar aadi ke typing test
- Timer test 1 se 60 minute, shabd + samay test, apna paragraph
- 1000+ MCQ
Install karte samay Windows warning aaye to
- Download hone ke baad file par click karein. Agar Edge ya Chrome 'isn't commonly downloaded' dikhaye, to Keep (ya ⋯ → Keep) chunein.
- Phir Show more → Keep anyway chunein.
- Install ke samay Windows SmartScreen aaye to More info → Run anyway dabayein.
Ye warning sirf isliye aati hai ki software naya hai aur abhi code-signed nahi hai. Software hamari website ke download link se hi lein.
Full version kaise active hota hai
- Software kholkar activation screen se apna PC ID dekhein.
- WhatsApp par apna plan batayein. Hum payment ka UPI QR WhatsApp par bhejenge.
- Payment ke baad apna PC ID bhejein. Hum activation code bhejenge. Use software me daalkar activate karein; activation ke samay internet chahiye.
Aksar puchhe jaane wale sawal
Windows ne 'isn't commonly downloaded' ya SmartScreen warning kyon dikhaya?
Ye naye ya kam download hone wale software par aam hai. Hum software ko abhi code-sign nahi karte. Download hamari website ke link se hi karein.
Kya software chalane ke liye internet chahiye?
Sirf activation ke samay internet chahiye. Activate hone ke baad software bina internet ke offline chalta hai.
Demo aur full version me kya fark hai?
Demo me saare English chapter, Hindi ka 2 minute practice aur 1 MCQ chapter hain. Full version me Hindi ke poore lesson, saare exam test aur 1000+ MCQ milte hain.